SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ंदा-ज़न"
Sher MATCHES FOR "ख़ंदा-ज़न"
Sher
jamhuuriyat kii laash pe taaqat hai KHanda-zan
is barahna nizaam me.n har aadmii kii KHair
Ajay Sahaab
Sher
jis Guncha-lab ko chhe.D diyaa KHanda-zan hu.aa
jis gul pe ham ne rang jamaayaa chaman hu.aa
Ameer Minai
Sher
shaagird tarz-e-KHanda-zanii me.n hai gul tiraa
ustaad-e-andaliib hai.n soz-o-fuGaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
sad-yaad-e-yaad 'jaun' vo ha.ngaam-e-dil ki jab
ham ek gaam ke na the par haft-KHvaa.n ke the
Jaun Eliya
Sher
chal diye suu-e-haram kuu-e-butaa.n se 'momin'
jab diyaa ranj buto.n ne to KHudaa yaad aayaa
Momin Khan Momin
Sher
Mardan Ali Khan Rana
Sher
shaa.er bane nadiim bane qissa-KHvaa.n bane
paa.ii na un ke dil me.n magar jaa kisii tarah
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
tere kahne se mai.n ab laa.uu.n kahaa.n se naaseh
sabr jab is dil-e-muztar ko KHudaa ne na diyaa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Sher
mai.n aise husn-e-zan ko KHudaa maantaa nahii.n
aaho.n ke ehtijaaj se jo maavaraa rahe
Iqbal Kaifi
Sher
tamaam shahr se bad-zan karaa diyaa shah ko
musaahibo.n kaa KHudaa jaane thaa iraada kyaa
Azhar Inayati
Sher
vo jab tak ki zulfe.n sa.nvaaraa kiyaa
kha.Daa us pe mai.n jaan vaaraa kiyaa
Khwaja Hasan 'Hasan'
Sher
rakhte hai.n husn-e-zan ye buto.n kii vafaa se ham
jaise ki maa.ngte hai.n du.aa.e.n KHudaa se ham