SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ातिर-ए-मासूम"
Sher MATCHES FOR "ख़ातिर-ए-मासूम"
Sher
Masoom Sharqi
Sher
ye kaun chupke chupke uThaa aur chal diyaa
'KHaatir' ye kis ne luuT lii.n mahfil kii dha.Dkane.n
Khatir Ghaznavi
Sher
'KHaatir' ab ahl-e-dil bhii bane hai.n zamaana-saaz
kis se kare.n vafaa kii talab apne shahr me.n
Khatir Ghaznavi
Sher
zaahid kaa dil na KHaatir-e-mai-KHvaar to.Diye
sau baar to ye kiijiye sau baar to.Diye
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Sher
itnaa bhii baar-e-KHaatir-e-gulshan na ho ko.ii
TuuTii vo shaaKH jis pe miraa aashiyaana thaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
merii koshish to yahii hai ki ye ma.asuum rahe
aur dil hai ki samajhdaar hu.aa jaataa hai
Vikas Sharma Raaz
Sher
Humaira Rahat
Sher
merii koshish to yahii hai ki ye ma.asuum rahe
aur dil hai ki samajhdaar hu.aa jaataa hai
Vikas Sharma Raaz
Sher
Ahmad Faraz
Sher
gar dekhiye to KHaatir-e-naashaad shaad hai
sach puuchhiye to hai dil-e-naakaam kaam kaa
Ismail Merathi
Sher
mai.n bazm me.n terii huu.n na hone ke baraabar
is par bhii tire KHaatir-e-naazuk pe giraa.n huu.n
Ishtiyaque Quraishi
Sher
Syed Wahidudeen Salim
Sher
Shoaib Bin Aziz
Sher
pursish-e-haal pe hai KHaatir-e-jaanaa.n maa.il
jur.at-e-koshish-e-iz.haar kahaa.n se laa.uu.n
Hasrat Mohani
Sher
merii taraf se KHaatir-e-sayyaad jamaa hai
kyaa u.D sakegaa taa.ir-e-be-baal-o-par kahii.n
Ashraf Ali Fughan
Sher
hu.aa hai tujh se bichha.Dne ke baa'd ye maa'luum
ki tuu nahii.n thaa tire saath ek duniyaa thii
Ahmad Faraz
Sher
nahii.n hai ko.ii bhii hatmii yahaa.n had-e-maaluum
har ek intihaa ik aur intihaa tak hai