SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ुद्दाम-ए-क़दीम"
Sher MATCHES FOR "ख़ुद्दाम-ए-क़दीम"
Sher
Firaq Gorakhpuri
Sher
'saudaa' kii jo baalii.n pe gayaa shor-e-qayaamat
KHuddaam-e-adab bole abhii aa.nkh lagii hai
Mohammad Rafi Sauda
Sher
miraa vajuud havaala tiraa hu.aa aaKHir
to khaa gayaa naa mujhe tuu mire savaal-e-qadiim
Saeed Ahmad
Sher
rakhe hai shiisha miraa sang saath rabt-e-qadiim
ki aaTh pahr mire dil ko hai shikast se kaam
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
lagtii hai ab to qulqul-e-miinaa se dil ko Thes
vo din ga.e kaliim ki ye shiisha sang thaa
Mohammad Husain Kaleem
Sher
ham be-KHudaan-e-mahfil-e-tasviir ab ga.e
aa.inda ham se aap me.n aayaa na jaa.egaa
Meer Taqi Meer
Sher
misaal-e-naqsh-e-qadam baiTh kuu-e-jaanaa.n me.n
miTaa sake tujhe lekin ko.ii uThaa na sake
Unknown
Sher
basaan-e-naqsh-e-qadam tere dar se ahl-e-vafaa
uThaate sar nahii.n hargiz tabaah ke maare
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Sher
zamii.n par is adaa se paa.nv rakkhaa
ki aa.nkhe.n khul ga.ii.n naqsh-e-qadam kii
Jaleel Manikpuri
Sher
kahkashaa.n chaa.nd sitaare hai.n faqat naqsh-e-qadam
dekhte jaa.o kahaa.n tak hai rasaa.ii merii
Moid Rahbar Lakhnavi
Sher
Qayem Chaandpuri
Sher
bhaTak na jaataa agar zaat ke bayaabaa.n me.n
to meraa naqsh-e-qadam meraa raahbar hotaa