SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ुद-मुख़्तार"
Sher MATCHES FOR "ख़ुद-मुख़्तार"
Sher
pattharo aa.o ki naadim hai.n shabiihe.n KHud par
aa.ine apnii jasaarat kii sazaa chaahte hai.n
Muzaffar Mumtaz
Sher
KHud ko mumtaaz banaane kii dilii-KHvaahish me.n
dushman-e-jaa.n se milii merii anaa saazish me.n
Rahi Fidai
Sher
Abdullateef Shauq
Sher
'saudaa' KHudaa ke vaaste kar qissa muKHtasar
apnii to nii.nd u.D ga.ii tere fasaane me.n
Mohammad Rafi Sauda
Sher
Mumtaz Iqbal
Sher
jab se fareb-e-ziist me.n aane lagaa huu.n mai.n
KHud apnii mushkilo.n ko ba.Dhaane lagaa huu.n mai.n
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Sher
vo KHush-kalaam hai aisaa ki us ke paas hame.n
taviil rahnaa bhii lagtaa hai muKHtasar rahnaa
Wazir Agha
Sher
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Sher
ai KHudaa duniyaa pe ab qabza buto.n kaa chaahiye
ek ghar tere liye in sab ne KHaalii kar diyaa
Muztar Khairabadi
Sher
iimaan saath jaa.egaa kyuu.nkar KHudaa ke ghar
ka.abe kaa raasta to kaliisaa se mil gayaa
Muztar Khairabadi
Sher
pau phaTte hii 'riyaaz' jahaa.n KHuld ban gayaa
Gilmaan-e-mahr saath liye aa.ii huur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
aah-e-rasaa KHudaa ke liye dekh-bhaal ke
un kaa bhii ghar milaa hu.aa dushman ke ghar se hai
Muztar Khairabadi
Sher
ye to samjhaa mai.n KHudaa ko ki KHudaa hai lekin
ye na samjhaa ki samajh me.n mirii kyuu.nkar aayaa
Muztar Khairabadi
Sher
agar taqdiir siidhii hai to KHud ho jaa.oge siidhe
KHafaa baiThe raho tum ko manaane kaun aataa hai
Muztar Khairabadi
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
zaahid sambhal Guruur KHudaa ko nahii.n pasand
farsh-e-zamii.n pe paa.nv dimaaG aasmaan par
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
bhej to dii hai Gazal dekhiye KHush ho.n ki na ho.n
kuchh khaTakte hu.e alfaaz nazar aate hai.n