SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़्वाब-ए-जमील"
Sher MATCHES FOR "ख़्वाब-ए-जमील"
Sher
kunj-e-qafas hii jis kaa muqaddar hu.aa 'jamiil'
us kii nazar me.n daur-e-KHizaa.n kyaa bahaar kyaa
Jameel Azimabadi
Sher
fikr-e-jamiil KHvaab-e-pareshaa.n hai aaj-kal
shaa.er nahii.n hai vo jo Gazal-KHvaa.n hai aaj-kal
Jigar Moradabadi
Sher
'hasn-jamiil' tiraa ghar agar zamiin pe hai
to phir ye kis liye gum aasmaan me.n tuu hai
Hasan Jameel
Sher
Aale Ahmad Suroor
Sher
dil ke aa.ngan me.n ubhartaa hai tiraa aks-e-jamiil
chaa.ndnii raat me.n ho raat kii raanii jaise
Irfana Azeez
Sher
Jaun Eliya
Sher
Hasrat Mohani
Sher
phir marhala-e-KHvaab-e-bahaaraa.n se guzar jaa
mausam hai suhaanaa to garebaa.n se guzar jaa
Dil Ayubi
Sher
Seemab Akbarabadi
Sher
Tilism-e-KHvaab-e-zuleKHaa o daam-e-barda-farosh
hazaar tarah ke qisse safar me.n hote hai.n
Aziz Hamid Madni
Sher
sote me.n vo jo mujh se ham-aaGosh ho ga.e
jitne gile the KHvaab-e-faraamosh ho ga.e