SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़र्रे"
Sher MATCHES FOR "ज़र्रे"
Sher
zarre zarre me.n mahak pyaar kii Daalii jaa.e
buu ta.assub kii har ik dil se nikaalii jaa.e
Danish Aligarhi
Sher
ab ban ke falak-zaad dikhaate hai.n hame.n aa.nkh
zarre vahii kal jin ko uchhaalaa thaa hamii.n ne
Anand Narayan Mulla
Sher
Mahshar Lakhnavi
Sher
zarre kii tarah KHaak me.n paamaal ho ga.e
vo jin kaa aasmaa.n pe sar-e-pur-Guruur thaa
George Puech Shor
Sher
Anand Narayan Mulla
Sher
un kii nigaah-e-lutf kii taasiir kyaa kahuu.n
zarre ko aaftaab banaa kar chale ga.e
Muhammad Ayyub Zauqi
Sher
nigaah-e-lutf-o-inaayat se faizyaab kiyaa
mujhe huzuur ne zarre se aaftaab kiyaa
Jaleel Manikpuri
Sher
ye ishq ne dekhaa hai ye aql se pinhaa.n hai
qatre me.n samundar hai zarre me.n bayaabaa.n hai
Asghar Gondvi
Sher
Asghar Gondvi
Sher
Ijtiba Rizvi
Sher
Akhtar Ali Akhtar
Sher
sa.ng-rezo ko haqaarat se na Thukraa.iye aap
KHaak ke zarre bhii siine me.n sharar rakhte hai.n
Muztar Haidri
Sher
zarre zarre me.n qayaamat kaa samaa.n hai 'saahil'
ek hii dil ke sahaare nahii.n ro saktaa mai.n