SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़हर-ए-सुख़न"
Sher MATCHES FOR "ज़हर-ए-सुख़न"
Sher
log mujh ko mire aaha.ng se pahchaan ga.e
kaun badnaam rahaa shahr-e-suKHan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
ham hasiin Gazlo.n se peT bhar nahii.n sakte
daulat-e-suKHan le kar be-faraaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Sher
pii jaate hai.n zahr-e-Gam-e-hastii ho ki mai ho
ham saa bhii zamaane me.n balaa-nosh na hogaa
Anjum Rumani
Sher
ham aastaan-e-KHudaa-e-suKHan pe baiThe the
so kuchh saliiqe se ab zindagii tabaah kare.n
Ahmad Ata
Sher
fikr-e-me.aar-e-suKHan baa.is-e-aazaar hu.ii
ta.ng rakkhaa to hame.n apnii qabaa ne rakkhaa
Iqbal Sajid
Sher
be-takalluf aa gayaa vo mah dam-e-fikr-e-suKHan
rah gayaa paas-e-adab se qaafiya aadaab kaa
Muneer Shikohabadi
Sher
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
'Gaalib' tirii zamiin pe likkhii to hai Gazal
tere qad-e-suKHan ke baraabar nahii.n huu.n mai.n
Unknown
Sher
kyaa ko.ii dil lagaa ke kahe sher ai 'qalaq'
naaqadrii-e-suKHan se hai.n ahl-e-suKHan udaas
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
tire KHayaal se raushan hai sar-zamiin-e-suKHan
ki jaise ziinat-e-shab ho mah-e-tamaam ke saath
Narjis Afroz Zaidi
Sher
Khalid Irfan
Sher
rago.n me.n zahr-e-KHamoshii utarne se zaraa pahle
bahut ta.Dpii ko.ii aavaaz marne se zaraa pahle
Khushbir Singh Shaad
Sher
kitne lahjo.n ke Gilaafo.n me.n chhupaa.uu.n tujh ko
shahr vaale miraa mauzuu-e-suKHan jaante hai.n
Mohsin Naqvi
Sher
jo zahr-e-halaahal hai amrit bhii vahii lekin
ma.aluum nahii.n tujh ko andaaz hai.n piine ke
Firaq Gorakhpuri
Sher
yaa.n tak rahe judaa ki hamaare mazaaq me.n
aaKHir ki zahr-e-hijr bhii tiryaak ho gayaa