SEARCH RESULTS
Showing search results for "जानिए"
Sher MATCHES FOR "जानिए"
Sher
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
is parde me.n ye husn kaa aalam hai ilaahii
be-parda vo ho jaa.e.n to kyaa jaaniye kyaa ho
Sharaf Mujaddidi
Sher
'saudaa' jo tiraa haal hai itnaa to nahii.n vo
kyaa jaaniye tuu ne use kis aan me.n dekhaa
Mohammad Rafi Sauda
Sher
nursery kaa daaKHila bhii sarsarii mat jaaniye
aap ke bachche ko aflaatuun honaa chaahiye
Anwar Masood
Sher
kyaa jaaniye kyaa soch ke afsurda hu.aa dil
mai.n ne to ko.ii baat puraanii nahii.n likkhii
Ambareen Haseeb ambar
Sher
vo jo kahtaa thaa ki 'naasir' ke liye jiitaa huu.n
us kaa kyaa jaaniye kyaa haal hu.aa mere baad
Hakeem Nasir
Sher
Malikzaada Manzoor Ahmad
Sher
masjid kaa ye maa.ik jo uThaa laa.e ho ai 'anvar'
kyaa jaaniye kis vaqt azaa.n dene lagegaa
Anwar Masood
Sher
kyaa jaaniye ki ishq me.n KHuu.n ho gayaa ki daaG
chhaatii me.n ab to dil kii jagah ek dard hai
Meer Taqi Meer
Sher
yaqiin jaaniye tab jaa ke pyaar hotaa hai
kisii ke zehn pe jab dil savaar hotaa hai
Mahwar Sirsivi
Sher
kyaa jaaniye ki vasl tiraa kis ko ho nasiib
ham to tire firaaq me.n ai yaar mar ga.e
Mustafa Khan Yakrang
Sher
Salik Lakhnavi
Sher
Yusuf Zafar
Sher
hai.n chaaro.n taraf KHeme kha.De gard-baad ke
kyaa jaaniye junuu.n ne iraada kidhar kiyaa
Meer Taqi Meer
Sher
Ismail Merathi
Sher
kuchh der baiTh jaa.iye diivaar ke qariib
kyaa kah rahaa hai saaya-e-diivaar jaaniye