SEARCH RESULTS
Showing search results for "ढाँप"
Sher MATCHES FOR "ढाँप"
Sher
tuu ne kahaa na thaa ki mai.n kashtii pe bojh huu.n
aa.nkho.n ko ab na Dhaa.np mujhe Duubte bhii dekh
Shakeb Jalali
Sher
badan kii khaal ko kap.Do.n se Dhaa.np kar rakhiye
hame.n to qiimtii poshaak ko bachaanaa hai
Dr. Yasin Aatir
Sher
Arzoo Lakhnavi
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
vahaa.n kii raushniyo.n ne bhii zulm Dhaa.e bahut
mai.n us galii me.n akelaa thaa aur saa.e bahut
Shakeb Jalali
Sher
Dhaa.npaa kafan ne daaG-e-uyuub-e-barahnagii
mai.n varna har libaas me.n na.ng-e-vajuud thaa
Mirza Ghalib
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
ab ko.ii Dhuu.nD-Dhaa.nD ke laa.o nayaa vajuud
insaan to bulandi-e-insaa.n se ghaT gayaa
Kalidas Gupta Raza
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
un se aur mujh se yahii shart-e-vafaa Thahrii hai
vo sitam Dhaa.e.n magar un ko sitam-gar na kahuu.n
Meer Soz
Sher
miyaa.n ye chaadar-e-shohrat tum apne paas rakho
ki is se paa.nv jo Dhaa.npe.n to sar nikaltaa hai
Mohammad Mukhtar Ali
Sher
mat ra.nja kar kisii ko ki apne to e'tiqaad
dil Dhaa.e kar jo ka.aba banaayaa to kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Sher
tum ne pahluu me.n mire baiTh ke aafat Dhaa.ii
aur uThe bhii to ik hashr uThaa kar uTThe
Zaheer Dehlvi
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
kitne lage hai.n zaKHm jigar par kise KHabar
Dhaa.ii hai kis ne kitnii qayaamat na puuchhiye
Azizunnisa Naz
Sher
saaqii tirii nazar to qayaamat sii Dhaa ga.ii
Thokar lagii to shiisha-e-tauba bhii chuur thaa
Muztar Khairabadi
Sher
junuu.n ko Dhaal banaayaa to bach ga.e varna
ye zindagii hame.n majbuur kar bhii saktii thii