SEARCH RESULTS
Showing search results for "तंग-दस्त"
Sher MATCHES FOR "तंग-दस्त"
Sher
mat ta.ng ho kare jo falak tujh ko ta.ng-dast
aahista khii.nchiye jo dabe zer-e-sa.ng dast
Baqaullah 'Baqa'
Sher
ko.ii to dasht samundar me.n Dhal gayaa aaKHir
kisii ke hijr me.n ro ro ke bhar gayaa thaa mai.n
Ahmad Khayal
Sher
ra.ng laa.egii hamaarii ta.ng-dastii ek din
misl-e-Gaalib 'shaad' gar sab kuchh udhaar aataa gayaa
Shaad Aarfi
Sher
dushman ke kaam karne lagaa ab to dost bhii
tuu ai raqiib darpai-e-aazaar hai abas
Munawar Khan Ghafil
Sher
aa.e kabhii to dasht se vo shahar kii taraf
majnuu.n ke paa.nv me.n jo na zanjiir-e-jaada ho
Munawar Khan Ghafil
Sher
sabhii to dost hai.n kyuu.n shak abas hu.aa mujh ko
kisii ke haath kaa patthar mirii talaash me.n hai
Haidar Ali Jafri
Sher
ye tamaashaa diidanii Thahraa magar dekhegaa kaun
ho ga.e ham raakh to dast-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Sher
likkhaa hai jo taqdiir me.n hogaa vahii ai dil
sharminda na karnaa mujhe tuu dast-e-du.aa kaa
Agha Hajju Sharaf
Sher
miraa zamiir bahut hai mujhe sazaa ke liye
tuu dost hai to nasiihat na kar KHudaa ke liye
Shaz Tamkanat
Sher
kabhii darvesh ke takiya me.n bhii aa kar dekho
ta.ng-dastii me.n bhii aaraam mayassar niklaa
Anees Ansari
Sher
abhii se is me.n shabaahat mirii jhalakne lagii
abhii to dasht me.n do chaar din guzaare hai.n
Abid Malik
Sher
judaa ho mujh se miraa yaar ye KHudaa na kare
KHudaa kisii ke ta.ii.n dost se judaa na kare
Rasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
Sher
dast-e-du.aa ko kaasa-e-saa.il samajhte ho
tum dost ho to kyuu.n nahii.n mushkil samajhte ho
Saleem Kausar
Sher
is dast-e-iKHtiyaar me.n ik jaan hii to thii
ham tum pe apnii jaan ko vaare chale ga.e
Faisal Fehmi
Sher
khil uThe gul yaa khile dast-e-hinaa.ii tere
har taraf tuu hai to phir teraa pataa kis se kare.n