SEARCH RESULTS
Showing search results for "तफ़रीह"
Sher MATCHES FOR "तफ़रीह"
Sher
vahshat vahshat tirii tafriih kaa saamaa.n hai abhii
ki garebaa.n kaa mire naam garebaa.n hai abhii
Manzar Lakhnavi
Sher
tafriiq husn-o-ishq ke andaaz me.n na ho
lafzo.n me.n farq ho magar aavaaz me.n na ho
Manzar Lakhnavi
Sher
Tabish Kanpuri
Sher
dosto.n aur dushmano.n me.n kis tarah tafriiq ho
dosto.n aur dushmano.n kii be-ruKHii hai ek sii
Jan Kashmiri
Sher
Qaisar Shameem
Sher
Anand Narayan Mulla
Sher
Azm Bahzad
Sher
Gam kii tashriih ha.nsii-khel nahii.n hai ko.ii
pahle insaan tuu bin phir ye hunar paidaa kar
Matin Niazi
Sher
mai.n apnii zaat kii tashriih kartaa phirtaa thaa
na jaane phir kahaa.n aavaaz kho ga.ii merii
Akhtar Hoshiyarpuri
Sher
bahut aasaan hai mushtarka dilo.n me.n tafriiq
baat to jab hai ki bichh.Do.n ko milaayaa jaa.e