SEARCH RESULTS
Showing search results for "तबर्रुक"
Sher MATCHES FOR "तबर्रुक"
Sher
hamaarii KHaak tabarruk samajh ke le jaa.o
hamaarii jaan mohabbat kii lau me.n jaltii thii
Bilal Ahmad
Sher
mire ghar misl tabarruk ke ye saamaa.n niklaa
aastii.n qais kii farhaad kaa daamaa.n niklaa
Riyaz Khairabadi
Sher
aa.nkho.n ne aa.nsu.o.n kaa tabarruk luTaa diyaa
dil ke mazaar par tirii yaado.n kaa ‘urs hai
Armaan Jodhpuri
Sher
Asim nadeem Asi
Sher
aa.nkho.n ne aa.nsu.o.n kaa tabarruk luTaa diyaa
dil ke mazaar par tirii yaado.n kaa 'urs hai
Armaan Jodhpuri
Sher
Abdul Hamid Adam
Sher
aaj-kal mere tasarruf me.n nahii.n hai lekin
zindagii shahr me.n hogii kahii.n do chaar ke paas
Liyaqat Ali Aasim
Sher
hai aashiq o ma.ashuuq me.n ye farq ki mahbuub
tasviir-e-tafarruj hai vo putlaa hai alam kaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
zindagii us kii amaanat thii vagarna 'maz.har'
ham ise apne tasarruf me.n bhii laa sakte the