SEARCH RESULTS
Showing search results for "ताक़"
Sher MATCHES FOR "ताक़"
Sher
'baanii' zaraa sambhal ke mohabbat kaa mo.D kaaT
ik haadsa bhii taak me.n hogaa yahii.n kahii.n
Rajinder Manchanda Bani
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
ab un dariicho.n pe gahre dabiiz parde hai.n
vo taa.nk-jhaa.nk kaa ma.asuum silsila bhii gayaa
Parveen Shakir
Sher
Iftikhar Naseem
Sher
Jamuna Parsad Rahi
Sher
Rajinder Manchanda Bani
Sher
Mohsin Kakorvi
Sher
aashiq-mizaaj rahte hai.n har vaqt taak me.n
siina ko is tarah se ubhaaraa na kiijiye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Sher
ai 'nuuh' tauba ishq se kar lii thii aap ne
phir taa.nk-jhaa.nk kyuu.n hai ye phir dekh-bhaal kyaa
Nooh Narvi
Sher
rahm kar masto.n pe kab tak taaq par rakkhegaa tuu
saaGar-e-mai saaqiyaa zaahid kaa iimaa.n ho gayaa
Qalaq Merathi
Sher
rasm-o-rivaaj chho.D ke sab aa ga.e yahaa.n
rakkhii hu.ii hai.n taaq me.n ab Gairate.n tamaam
Adeel Zaidi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
ko.ii lahja ko.ii jumla ko.ii chehra nikal aayaa
puraane taaq ke saamaan se kyaa kyaa nikal aayaa
Shahid Latif
Sher
jo samajhte the hamii.n se raushnii duniyaa me.n hai
vaqt ne be-vaqt un ko rakh diyaa hai taaq par