SEARCH RESULTS
Showing search results for "तिफ़्ल-ए-मकतब"
Sher MATCHES FOR "तिफ़्ल-ए-मकतब"
Sher
mazkuur jabki tere tabassum kaa aa pa.Daa
gulshan me.n tifl-e-Guncha-e-dil khilkhilaa pa.Daa
Maroof Dehlvi
Sher
daaman pe loTne lage gir gir ke tifl-e-ashk
ro.e firaaq me.n to dil apnaa bahal gayaa
Amanat Lakhnavi
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
taa-umr tifl-e-dil pe yatiimii kaa karb thaa
koshish to kii magar mai.n kabhii maa.n na ban sakaa
Faisal Fehmi
Sher
Shah Naseer
Sher
Mirza Mayal Dehlvi
Sher
har shaKHs mo'tarif ki muhibb-e-vatan huu.n mai.n
phir adliya ne kyuu.n sar-e-maqtal kiyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Sher
jaanib-e-maqtal ghasiiTaa jaa rahaa hai
mujh pe ye ilzaam hai mai.n aadmii huu.n
Ahmad Waqas Mahrwi
Sher
vo jis ko dekhne ik bhii.D umDii thii sar-e-maqtal
usii kii diid ko ham bhii sutuun-e-daar tak aa.e
Zubair Rizvi
Sher
Rind Lakhnavi
Sher
ye kaun aag lagaane pe hai yahaa.n maamuur
ye kaun shahr ko maqtal banaane vaalaa hai
Khurshid Rabbani
Sher
abhii se falsafa-e-reg-zaar kii baate.n
abhii to 'ishq ke maktab me.n haazirii hu.ii hai
Shehzad Anjum Burhani
Sher
maqtal-e-yaar me.n Tuk le to chalo ai yaaro
vaa.n hame.n sar se guzar jaane kaa aaha.ng hai aaj
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Unknown
Sher
ye sehn-e-gulistaa.n nahii.n maqtal hai rafiiqo!
har shaaKH hai talvaar yahaa.n, jaagte rahnaa