SEARCH RESULTS
Showing search results for "दर्पन"
Sher MATCHES FOR "दर्पन"
Sher
Unknown
Sher
chaaho to mirii aa.nkho.n ko aa.iina banaa lo
dekho tumhe.n aisaa ko.ii darpan na milegaa
Anwar Jalalpuri
Sher
Navin C. Chaturvedi
Sher
dekhiye hogaa shrii-krishn kaa darshan kyuu.n-kar
siina-e-ta.ng me.n dil gopiyo.n kaa hai bekal
Mohsin Kakorvi
Sher
furaat-e-chashm pe hai karbalaa kii tuGyaanii
daruun-e-kuufa-e-dil iid karne aayaa huu.n
Tafzeel Ahmad
Sher
dushman ke kaam karne lagaa ab to dost bhii
tuu ai raqiib darpai-e-aazaar hai abas
Munawar Khan Ghafil
Sher
Alimullah
Sher
baraa.e-naam hii sahii ba-ehtiyaat kiijiye
daruun-e-kizb-o-iftiraa sadaaqate.n KHalat-malat
Rahi Fidai
Sher
tamaam umr jise mai.n ubuur kar na sakaa
daruun-e-zaat mire be-kanaar saa kuchh hai
Aslam Mahmood
Sher
hayaat-o-maut kaa ye falsafa bajaa lekin
daruun-e-KHaak miraa dil zaruur dha.Dkegaa
Ahmad Waqas Mahrwi
Sher
hayaat-o-maut kaa ye falsafa bajaa lekin
daruun-e-KHaak miraa dil zaruur dha.Dkegaa
Ahmad Waqas Mahrwi
Sher
vo mujh pe marne lage jo hai mere darpai-e-qatl
ilaahii is ke sau aur intiqaal nahii.n