SEARCH RESULTS
Showing search results for "दार-उल-मकाफ़ात"
Sher MATCHES FOR "दार-उल-मकाफ़ात"
Sher
aisii havaa bahii ki hai chaaro.n taraf fasaad
juz saaya-e-KHudaa kahii.n daar-ul-amaa.n nahii.n
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
jis darja nek hone kii miltii rahii hai daad
us darja nek ban.ne kaa armaa.n kabhii na thaa
Nazeer Siddiqui
Sher
Muneer Niyazi
Sher
'miir' kaa rang baratnaa nahii.n aasaa.n ai 'daaG'
apne diivaa.n se milaa dekhiye diivaa.n un kaa
Dagh Dehlvi
Sher
detaa hai mujh ko charKH-e-kuhan baar baar daaG
uf ek meraa siina hai us par hazaar daaG
Ranjoor Azimabadi
Sher
daaG us pe kahaa.n the ye galii ho ke phiraa hai
bhejaa thaa jise ye vo kabuutar to nahii.n hai
Khwaja Mohammad Wazir
Sher
us kaa honaa bhii bharii bazm me.n hai vaj.h-e-sukuu.n
kuchh na bole bhii to vo meraa taraf-daar lage
Shaz Tamkanat
Sher
Popular Meeruthi
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
jis vaqt ki koThe par vo maah-e-tamaam aave
kyaa duur hai gar us ko suuraj kaa salaam aave
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
vo ik jagah na kahii.n rah sakaa aur us ke saath
kiraaya-daar the ham bhii makaa.n badalte rahe
Haneef Najmi
Sher
Gair se duur magar us kii nigaaho.n ke qarii.n
mahfil-e-yaar me.n is Dhab se alag baiThaa huu.n
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Sher
ik taraf pyaar hai rishta hai vafaadaarii hai
aur in sab me.n hii us Gam kii taraf-daarii hai
Amit Sharma Meet
Sher
dil hu.aa jaan hu.ii un kii bhalaa kyaa qiimat
aisii chiizo.n ke kahii.n daam diye jaate hai.n
Bekhud Dehlvi
Sher
kiraaya-daar badalnaa to us kaa sheva thaa
nikaal kar vo bahut KHush hu.aa makaa.n se mujhe
Aleem Afsar
Sher
kis tarah duur ho.n aalaam-e-Gariib-ul-vatanii
zindagii KHud bhii Gariib-ul-vatanii hotii hai
Josh Malsiani
Sher
duur rahtii hai.n sadaa un se balaa.e.n saahil
apne maa.n baap kii jo roz du.aa lete hai.n