SEARCH RESULTS
Showing search results for "दालान"
Sher MATCHES FOR "दालान"
Sher
Jaun Eliya
Sher
daalaan me.n sabza hai na taalaab me.n paanii
kyuu.n ko.ii parinda mirii diivaar pe utre
Afzal Khan
Sher
tuu kisii sub.h sii aa.ngan me.n utar aatii hai
mai.n kisii dhuup saa daalaan me.n aa jaataa huu.n
Ziaul Mustafa Turk
Sher
ga.e hai.n yaar apne apne ghar daalaan KHaalii hai
agar tum aa milo aise me.n to maidaan KHaalii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Chakbast Braj Narayan
Sher
chhuT jaa.e agar daaman-e-kaunain to kyaa Gam
lekin na chhuTe haath se daamaan-e-mohammad
Asghar Gondvi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Anand Narayan Mulla
Sher
roza-daaraan-e-judaa.ii kuu.n KHam-e-abruu-e-yaar
maah-e-iid-e-ramazaa.n thaa mujhe ma.aluum na thaa
Siraj Aurangabadi
Sher
kaun se din haath me.n aayaa mire daamaan-e-yaar
kab zamiin-o-aasmaa.n kaa faasla jaataa rahaa
Haidar Ali Aatish
Sher
har ashk-e-surKH hai daamaan-e-shab me.n aag kaa phuul
baGair sham.a ke bhii jal rahe hai.n parvaane
Siraj Lakhnavi
Sher
Mohammad Yusuf Rasikh
Sher
aa.nsuu hai.n kafan-posh sitaare hai.n kafan-ra.ng
lo chaak kiye dete hai.n daamaan-e-sahar ham
Siraj Lakhnavi
Sher
Zia Jalandhari
Sher
Mirza Ali Lutf
Sher
jhuuTii baato.n kii tajallii nazar aa.e aise
sub.h-e-kaazib kii safedii phire daalaano.n me.n