SEARCH RESULTS
Showing search results for "दिल-आज़ारी"
Sher MATCHES FOR "दिल-आज़ारी"
Sher
us kii to dil-aazaarii be-hech hii thii yaaro
kuchh tum ko hamaarii bhii taqsiir nazar aa.ii
Meer Taqi Meer
Sher
Aasi Karnali
Sher
aa.o ham ha.nste uThe.n bazm-e-dil-aazaaraa.n se
kaun ehsaas ko biimaar banaa kar uTThe
Kausar Jayasi
Sher
Mubarak Azimabadi
Sher
Abul Mujahid Zahid
Sher
ye jo phuulo.n se bharaa shahr hu.aa kartaa thaa
us ke manzar hai.n dil-aazaar kahii.n aur chale.n
Aitbar Sajid
Sher
gar tujh me.n hai vafaa to jafaakaar kaun hai
dil-daar tuu hu.aa to dil-aazaar kaun hai
Mohammad Rafi Sauda
Sher
aasuudgii kahaa.n jo dil-e-zaar saath hai
marne ke baa'd bhii yahii aazaar saath hai
Syed Mohammad Meer Asar
Sher
javaano nazr de do apne KHuun-e-dil kaa har qatra
likhaa jaa.egaa hindostaan ko farmaan-e-aazaadii
Nazish Partap Gadhi
Sher
Irfan Siddiqi
Sher
kisii ke ho raho achchhii nahii.n ye aazaadii
kisii kii zulf se laazim hai silsila dil kaa
Yagana Changezi
Sher
aap uTh rahe hai.n kyuu.n mire aazaar dekh kar
dil Duubte hai.n haalat-e-biimaar dekh kar
Saqib Lakhnavi
Sher
KHushnumaa daa.ere bante hii chale jaate hai.n
dil ke taalaab me.n phe.nkaa hai ye ka.nkar kis ne
Afsar Azri
Sher
ek din puuchhaa na 'haatim' ko kabhuu us ne ki dost
kab se tuu biimaar hai aur kyaa tujhe aazaar hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
na hogaa raa.egaa.n KHuun-e-shahiidaan-e-vatan hargiz
yahii surKHii banegii ek din unvaan-e-aazaadii