SEARCH RESULTS
Showing search results for "दिल-ए-नामा-बर"
Sher MATCHES FOR "दिल-ए-नामा-बर"
Sher
muTThii me.n kyaa dharii thii ki chupke se sau.np dii
jaan-e-aziiz peshkash-e-naama-bar Galat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
naama-bar ye to kahii baat pate kii tuu ne
zikr us bazm me.n rahtaa to hai akasr apnaa
Bekhud Dehlvi
Sher
Mohammad Zubair Roohi Allahabadi
Sher
yahaa.n to paik-e-tasavvur se kaam chaltaa hai
sabaa nahii.n na sahii naama-bar nahii.n na sahii
Jaleel Manikpuri
Sher
yaade.n chale.n KHayaal chalaa ashk-e-tar chale
le kar payaam-e-shauq ka.ii naama-bar chale
Hosh Tirmizi
Sher
ye ham jo hijr me.n diivaar-o-dar ko dekhte hai.n
kabhii sabaa ko kabhii naama-bar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Sher
Ahsan Marahravi
Sher
Jaleel Manikpuri
Sher
de.n bhii javaab-e-KHat ki na de.n kyaa KHabar mujhe
kyuu.n apne saath le na gayaa naama-bar mujhe
Safi Lakhnavi
Sher
ai dil-e-naadaa.n kisii kaa ruuThnaa mat yaad kar
aan Tapkegaa ko.ii aa.nsuu bhii is jhag.De ke biich
Anwar Masood
Sher
Shah Naseer
Sher
ik din dil-e-naadaa.n ko samajh aa.egaa sab kuchh
'ayyaar nahii.n hai magar andhaa bhii nahii.n hai
Amaan Ali Khan
Sher
Dagh Dehlvi
Sher
chhe.Daa agar mire dil-e-naalaa.n ko aap ne
phir bhuul jaa.iyegaa bajaanaa sitaar kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
hai pyaar kaa ye khel kahaa.n makr se KHaalii
lekin dil-e-naadaa.n ko dikhaanaa nahii.n aayaa
Ozair Rahman
Sher
Meer Hasan
Sher
fariyaad kii aatii hai sadaa siine se har dam
meraa dil-e-naalaa.n hai ki a.ngrezii gha.Dii hai