SEARCH RESULTS
Showing search results for "दीवानो"
Sher MATCHES FOR "दीवानो"
Sher
na.e diivaano.n ko dekhe.n to KHushii hotii hai
ham bhii aise hii the jab aa.e the viiraane me.n
Ahmad Mushtaq
Sher
diivaano.n ko ab vus.at-e-sahraa nahii.n darkaar
vahshat ke liye saaya-e-diivaar bahut hai
Zehra Nigaah
Sher
KHuu samajh me.n nahii.n aatii tire diivaano.n kii
daamano.n kii na KHabar hai na girebaano.n kii
Hasrat Mohani
Sher
kis tarah rabt na ho zulf se diivaano.n ko
rabt hotaa hai pareshaa.n se pareshaano.n ko
Meer Najaf Ali Najaf
Sher
Ibn e Insha
Sher
Ahmad Rahi
Sher
Zaki kakorvi
Sher
aa rahii hai ye sadaa kaan me.n viiraano.n se
kal kii hai baat ki aabaad the diivaano.n se
Yagana Changezi
Sher
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Sher
vo to kahiye aaj bhii zanjiir me.n jhankaar hai
varna kis ko yaad rah jaatii hai diivaano.n kii baat
Wamiq Jaunpuri
Sher
Muzaffar Hanfi
Sher
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Sher
sab mastiyo.n me.n phe.nko na patthar idhar udhar
diivaano! is dayaar me.n shiishe ke ghar bhii hai.n
Owais Ahmad Dauran
Sher
Rind Lakhnavi
Sher
Unwan Chishti
Sher
Pandit Vidya Ratan Aasi
Sher
diivaano.n se kah do ki chalii baad-e-bahaarii
kyaa ab ke baras chaak garebaa.n na kare.nge