SEARCH RESULTS
Showing search results for "दो-राह"
Sher MATCHES FOR "दो-राह"
Sher
umiid-o-biim ne maaraa mujhe do-raahe par
kahaa.n ke dair o haram ghar kaa raastaa na milaa
Unknown
Sher
hotaa hai musaafir ko do-raahe me.n tavaqquf
rah ek hai uTh jaa.e jo shak dair-o-haram kaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
bas ek jaan bachii thii chhi.Dak dii raaho.n par
dil-e-Gariib ne ik ehtimaam saada kiyaa
Bilqis Zafirul Hasan
Sher
Mahfuzur Rahman Adil
Sher
abas ilzaam mat do mushkilaat-e-raah ko 'raahii'
tumhaare hii iraade me.n kamii ma.aluum hotii hai
Divakar Rahi
Sher
is taraf dair udhar ka.aba kidhar ko jaa.uu.n
is do-raahe me.n kahaa.n yaar rahaa kartaa hai
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
manzar ko kisii tarah badalne kii du.aa de
de raat kii ThanDak ko pighalne kii du.aa de
Sheen Kaaf Nizam
Sher
hastii se taa-adam hai safar do qadam kii raah
kyaa chaahiye hai ham ko sar anjaam ke liye
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
Meer Taqi Meer
Sher
Sibt Ali Saba
Sher
raah par un ko lagaa laa.e to hai.n baato.n me.n
aur khul jaa.e.nge do chaar mulaaqaato.n me.n
Dagh Dehlvi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
usii ko ham samajh lete hai.n apnaa saadgii dekho
jo apne saath raah-e-shauq me.n do gaam aataa hai
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Manmohan Talkh
Sher
naqsh-e-paa-e-raftagaa.n se aa rahii hai ye sadaa
do qadam me.n raah tai hai shauq-e-manzil chaahiye