SEARCH RESULTS
Showing search results for "धड़ी"
Sher MATCHES FOR "धड़ी"
Sher
jigar me.n la.al ke aatish pa.Dii hai
magar tujh lab upar haa.n kii dha.Dii hai
Abdul Wahab yakro
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
rah jaa.egii ye saarii kahaanii yahii.n dharii
ik roz jab mai.n apne fasaane me.n jaa.uu.ngaa
Akbar Masoom
Sher
dil hii ayyaar hai be-vaj.h dha.Dak uThtaa hai
varna afsurda havaa.o.n me.n bulaavaa kaisaa
Saqi Faruqi
Sher
be-dha.Dak pichhle pahar naala-o-shevan na kare.n
kah de itnaa to ko.ii taaza-giraftaaro.n se
Yagana Changezi
Sher
jab kabhii mai.n ne ye puuchhaa ki KHataa kis kii hai
be-dha.Dak bol uThe tere sivaa kis kii hai
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
na jaane kis ke qadam chuumne kii hasrat me.n
tamaam raaste dil kii tarah dha.Dak rahe the
Aziz Nabeel
Sher
KHat kaa ye javaab aayaa ki qaasid gayaa jii se
sar ek taraf loTe hai aur ek taraf dha.D
Waliullah Muhib
Sher
Mohammad Zubair Roohi Allahabadi
Sher
Farhat Ehsas
Sher
saaqii miraa khi.nchaa thaa to mai.n ne manaa liyaa
ye kis tarah mane jo dharii hai khi.nchii hu.ii
Muztar Khairabadi
Sher
Baqaullah 'Baqa'
Sher
aa.nkhe.n hai.n ki ab tak usii chaukhaT pe dharii hai.n
detaa huu.n zamaane ko magar apnaa pata aur
Zia Faooqui
Sher
muTThii me.n kyaa dharii thii ki chupke se sau.np dii
jaan-e-aziiz peshkash-e-naama-bar Galat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
be-laus vafaa.o.n ke dhanii tum ho magar haa.n
dastak pe na dar kholo to qismat nahii.n rahtii