SEARCH RESULTS
Showing search results for "नसीहत"
Sher MATCHES FOR "नसीहत"
Sher
miraa zamiir bahut hai mujhe sazaa ke liye
tuu dost hai to nasiihat na kar KHudaa ke liye
Shaz Tamkanat
Sher
Mohsin Naqvi
Sher
aate hai.n ayaadat ko to karte hai.n nasiihat
ahbaab se Gam-KHvaar hu.aa bhii nahii.n jaataa
Fani Badayuni
Sher
merii hii jaan ke dushman hai.n nasiihat vaale
mujh ko samjhaate hai.n un ko nahii.n samjhaate hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
zaKHm jo tuu ne diye tujh ko dikhaa to duu.n magar
paas tere bhii nasiihat ke sivaa hai aur kyaa
Irfan Ahmad
Sher
Momin Khan Momin
Sher
faa.eda kyaa hai nasiihat se phire ho naaseh
ham samajhne ke nahii.n laakh tuu samjhaa.e hame.n
Asifud Daula
Sher
aap kii zid ne mujhe aur pilaa.ii hazrat
shaiKH-jii itnii nasiihat bhii burii hotii hai
Hasan Barelvi
Sher
Unknown
Sher
hotii hai duusro.n ko hamesha ye naagavaar
apne sivaa kisii ko nasiihat na kiijiye
Sahir Siyalkoti
Sher
naaseh tujhe aate nahii.n aadaab-e-nasiihat
har lafz tiraa dil me.n chubhan chho.D rahaa hai
Unknown
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Unknown
Sher
dard-e-sar hai terii sab pand-o-nasiihat naaseh
chho.D de mujh ko KHudaa par na kar ab sar KHaalii
Mardan Ali Khan Rana
Sher
umr-bhar maa.n kii nasiihat pe zamaane me.n 'asad'
faatima-zehraa ke bachcho.n se vafaadaarii kii
Asad Awan
Sher
phiikii hai terii nasiihat saath mere Gul machaa
shor se naaseh namak aa jaa.egaa taqriir me.n