SEARCH RESULTS
Showing search results for "निज़ाम"
Sher MATCHES FOR "निज़ाम"
Sher
andaaz apnaa dekhte hai.n aa.ine me.n vo
aur ye bhii dekhte hai.n ko.ii dekhtaa na ho
Nizam Rampuri
Sher
a.ng.Daa.ii bhii vo lene na paa.e uThaa ke haath
dekhaa jo mujh ko chho.D diye muskuraa ke haath
Nizam Rampuri
Sher
chubhan ye piiTh me.n kaisii hai mu.D ke dekh to le
kahii.n ko.ii tujhe piichhe se dekhtaa hogaa
Sheen Kaaf Nizam
Sher
galii ke mo.D se ghar tak a.ndheraa kyuu.n hai 'nizaam'
charaaG yaad kaa us ne bujhaa diyaa hogaa
Sheen Kaaf Nizam
Sher
ab tum se kyaa kisii se shikaayat nahii.n mujhe
tum kyaa badal ga.e ki zamaanaa badal gayaa
Nizam Rampuri
Sher
Nizam Rampuri
Sher
ab aa.o mil ke so rahe.n takraar ho chukii
aa.nkho.n me.n nii.nd bhii hai bahut raat kam bhii hai
Nizam Rampuri
Sher
ko.ii hai mast ko.ii tishna-kaam hai saaqii
ye mai-kade kaa tire kyaa nizaam hai saaqii
Parsa Kausari
Sher
mazmuun suujhte hai.n hazaaro.n na.e na.e
qaasid ye KHat nahii.n mire Gam kii kitaab hai
Nizam Rampuri
Sher
gar ko.ii puuchhe mujhe aap ise jaante hai.n
ho ke anjaan vo kahte hai.n kahii.n dekhaa hai
Nizam Rampuri
Sher
tiraa nizaam hai sil de zabaan-e-shaa.er ko
ye ehtiyaat zaruurii hai is bahar ke liye
Dushyant Kumar
Sher
Bashir Badr
Sher
ab kyaa mile.n kisii se kahaa.n jaa.e.n ham'nizaam'
ham vo nahii.n rahe vo mohabbat nahii.n rahii