SEARCH RESULTS
Showing search results for "नीलम"
Sher MATCHES FOR "नीलम"
Sher
havaa-e-sabz chalii hai mire KHayaalo.n me.n
banaa rahaa hai gulistaa.n mirii qabaa shaayad
Neelam Bhatti
Sher
banjar dil sairaab to hogaa ashko.n se
sahraa aa.nkho.n kaho naa kaise ro luu.n mai.n
Neelam Malik
Sher
bane hai.n ek sitaare kii KHaak se shaayad
ki dono.n raqs me.n rahte hai.n aur saakin hai.n
Neelam Bhatti
Sher
ko.ii mere dil se puuchhe tire tiir-e-niim-kash ko
ye KHalish kahaa.n se hotii jo jigar ke paar hotaa
Mirza Ghalib
Sher
Neelma Naheed Durrani
Sher
kyaa qayaamat hai ki aariz un ke niile pa.D ga.e
ham ne to bosa liyaa thaa KHvaab me.n tasviir kaa
Unknown
Sher
dil kii udaasiyo.n kaa ko.ii sabab nahii.n hai
bas ye sabab hai mere dil kii udaasiyo.n kaa
Neel Ahmed
Sher
Qateel Shifai
Sher
Meer Taqi Meer
Sher
havaa kaa rang nahii.n hai magar mizaaj to hai
havaa se dostii karnaa ko.ii mazaaq nahii.n
Neel Ahmed
Sher
kisii ko yaad karne ke nahii.n maKHsuus kuchh lamhe
ko.ii jab yaad aa jaa.e to phir vo yaad aataa hai
Neel Ahmed
Sher
siine se dil nikaal ke haatho.n pe rakh diyaa
mai.n ne to bas kahaa thaa ki dha.Dkan kaa shor hai
Neel Ahmed
Sher
naavak-andaaz jidhar diida-e-jaanaa.n ho.nge
niim-bismil ka.ii ho.nge ka.ii be-jaa.n ho.nge