SEARCH RESULTS
Showing search results for "पायान-ए-उलूम"
Sher MATCHES FOR "पायान-ए-उलूम"
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Ahmad Hamdani
Sher
hamaaraa kaaba-e-maqsuud teraa taaq-e-abruu hai
tirii chashm-e-siyah ko ham ne aahu-e-haram paayaa
Haidar Ali Aatish
Sher
paayaa hai is qadar suKHan-e-saKHt ne rivaaj
punjabi baat karte hai.n pashtuu zabaan me.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
ab to ghabraa ke ye kahte hai.n ki mar jaa.e.nge
mar ke bhii chain na paayaa to kidhar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
guzar gayaa hai ko.ii lamha-e-sharar kii tarah
abhii to mai.n use pahchaan bhii na paayaa thaa
Jan Nisar Akhtar
Sher
Wali Uzlat
Sher
'shaad' Gair-mumkin hai shikva-e-butaa.n mujh se
mai.n ne jis se ulfat kii us ko baa-vafaa paayaa
Shaad Aarfi
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
jab guzartii hai shab-e-hijr mai.n jii uThtaa huu.n
ohda KHurshiid ne paayaa hai masiihaa.ii kaa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Sher
Jaleel Manikpuri
Sher
aaho.n ke shole jis jaa uThte the 'miir' se shab
vaa.n jaa ke sub.h dekhaa musht-e-Gubaar paayaa
Meer Taqi Meer
Sher
shahr-e-dil ek muddat uj.Daa basaa Gamo.n me.n
aaKHir ujaa.D denaa us kaa qaraar paayaa
Meer Taqi Meer
Sher
paayaa na kuchh KHalaa ke sivaa aks-e-hairatii
guzraa thaa aar-paar hazaar aa.ine ke saath
Ejaz Gul
Sher
chehre pe ek ke bhii na paayaa vafaa kaa ra.ng
ahl-e-jahaa.n kaa KHuun hu.aa sar-ba-sar saped