SEARCH RESULTS
Showing search results for "पुड़िया"
Sher MATCHES FOR "पुड़िया"
Sher
ishq-e-KHuubaa.n nahii.n hai aisii shai
baa.ndh kar rakhiye jis ko pu.Diyaa me.n
Maatam Fazl Mohammad
Sher
Munawwar Rana
Sher
kabhii un mad-bharii aa.nkho.n se piyaa thaa ik jaam
aaj tak hosh nahii.n hosh nahii.n hosh nahii.n
Jigar Moradabadi
Sher
Ameer Minai
Sher
Iqbal Ashhar Quraishi
Sher
Dagh Dehlvi
Sher
piyaa kii yaad suu.n piitaa huu.n mai.n mai
hamaaraa haal kyaa jaane.nge sukh-zaad
Quli Qutub Shah
Sher
Unknown
Sher
dekh suqraat ne bas zahr piyaa thaa lekin
zindagii mai.n to tujhe ghol ke pii jaa.uu.ngii
Fauziya rabab
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
aab-e-hayaat jaa ke kisuu ne piyaa to kyaa
maanind-e-KHizr jag me.n akelaa jiyaa to kyaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
talKHaaba-e-hayaat piyaa hai tamaam umar
ab aur kyaa milaa.egaa saaqii sharaab me.n
Lais Quraishi
Sher
Siraj Lakhnavi
Sher
KHuun kaa ghuu.nT kabhii zahr piyaa hai mai.n ne
zindagii tujh ko bahar-haal jiyaa hai mai.n ne