SEARCH RESULTS
Showing search results for "पैरों"
Sher MATCHES FOR "पैरों"
Sher
aur kuchh bhii mujhe darkaar nahii.n hai lekin
merii chaadar mire pairo.n ke baraabar kar de
Shahid Meer
Sher
Javed Akhtar
Sher
Sarfaraz Khalid
Sher
jab talak aazaad the har ik masaafat thii vabaal
jab pa.Dii zanjiir pairo.n me.n safar achchhe lage
Asad Badayuni
Sher
ab vo kahtaa hai ki zanjiir banii mere liye
us ke pairo.n me.n jo paa.el kabhii pahnaa.ii thii
Ataul Hasan
Sher
log jaise bhii ho.n pairo.n ke tale rakhte hai.n
itnaa aasaa.n nahii.n hotaa hai zamiin honaa dost
Inaam azmi
Sher
tere mehmaa.n ke svaagat kaa ko.ii phuul the ham
jo bhii niklaa hame.n pairo.n se kuchal kar niklaa
Haseeb Soz
Sher
Wasi Shah
Sher
Saleem Siddiqui
Sher
Daal dii pairo.n me.n us shaKHs ke zanjiir yahaa.n
vaqt ne jis ko zamaane me.n uchhalte dekhaa
Quaiser Khalid
Sher
chehro.n ko pairo.n se kuchal kar aage ba.Dh jaanaa
jiit isii ko kahte hai.n to phir mai.n haar gayaa
Hasan Shahnawaz Zaidi
Sher
baat karte hu.e pairo.n kii taraf dekhtaa huu.n
apne maalik kii tabii'at kaa pataa hai mujh ko
Aqeel Abbas
Sher
Adnan Mohsin
Sher
ho ke afsurda mirii shuumii-e-taqdiir na dekh
apne pairo.n me.n mire paa.nv kii zanjiir na dekh