SEARCH RESULTS
Showing search results for "बढ़ते"
Sher MATCHES FOR "बढ़ते"
Sher
ba.Dhte chale ga.e jo vo manzil ko paa ga.e
mai.n pattharo.n se paa.nv bachaane me.n rah gayaa
Umair Manzar
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
mai.n ba.Dhte ba.Dhte kisii roz tujh ko chhuu letaa
ki gin ke rakh diye tuu ne mirii majaal ke din
Abdul Ahad Saaz
Sher
ham ne maa.ngaa thaa sahaaraa to milii is kii sazaa
ghaTte ba.Dhte rahe ham saaya-e-diivaar ke saath
Moghisuddin Fareedi
Sher
Ameeq Hanafi
Sher
ba.Dhte ba.Dhte aatish-e-ruKHsaar lau dene lagii
rafta rafta kaan ke motii sharaare ho ga.e
Taashshuq Lakhnavi
Sher
mujh ko ataa hu.aa hai ye kaisaa libaas-e-ziist
ba.Dhte hai.n jis ke chaak baraabar rafuu ke saath
Shakeel Jazib
Sher
aur ba.Dhte to KHudaa.ii kaa bhii da.ave karte
KHair guzrii ki ye but rah ga.e but-KHaane me.n
Shahab Lakhnavi
Sher
Rasheed lakhnavi
Sher
pahle soyaa kartaa thaa 'mahmuud' lambii taan kar
phir shu.uur aataa gayaa aur ratjage ba.Dhte ga.e
Mahmood Ahmad Hashmi
Sher
ba.Dhte hii jaa rahe hai.n tuufaan KHvaahisho.n ke
hotii hii jaa rahii hai mujh me.n kamii tumhaarii
Meem Maroof Ashraf
Sher
tum aa ga.e ho to kuchh chaa.ndnii sii baate.n ho.n
zamii.n pe chaa.nd kahaa.n roz roz utartaa hai
Waseem Barelvi
Sher
Iftikhar Arif
Sher
Bashir Badr
Sher
Ahmad Faraz
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
Shakeel Badayuni
Sher
had se ba.Dhe jo ilm to hai jahl dosto
sab kuchh jo jaante hai.n vo kuchh jaante nahii.n