SEARCH RESULTS
Showing search results for "बद-मज़ा"
Sher MATCHES FOR "बद-मज़ा"
Sher
ka.ii jhamelo.n me.n uljhii sii bad-maza chaa.e
udaas mez pe daftar ke kaaGzaat kaa dukh
Saima Aftab
Sher
Qalaq Merathi
Sher
kabhii na jaa.egaa aashiq se dekh-bhaal kaa rog
pilaa.o laakh use bad-maza davaa-e-firaaq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
ye sharaab-e-ishq ai 'siimaab' hai piine kii chiiz
tund bhii hai bad-maza bhii hai magar iksiir hai
Seemab Akbarabadi
Sher
maze kii baat to ye hai ki be-mazaa hai vo dil
tumhaarii be-mazagii kaa jise maza naa lage
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Sher
log kahte hai.n ki bad-naamii se bachnaa chaahiye
kah do be is ke javaanii kaa mazaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Sher
sa.Dak pe chalte hu.e aa.nkhe.n band rakhtaa huu.n
tire jamaal kaa aisaa maza pa.Daa hai mujhe
Aashufta Changezi
Sher
har fikr sirf jaagne vaale kaa hai nasiib
jo so rahaa hai bas vahii banda maze me.n hai
Anjuman Mansury Arzoo
Sher
Khalid Irfan
Sher
mazaa le.nge ham dekh kar terii aa.nkhe.n
unhe.n KHuub tuu naama-bar dekh lenaa
Jaleel Manikpuri
Sher
aadat ke baa'd dard bhii dene lagaa mazaa
ha.ns ha.ns ke aah aah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Sher
lazzat-e-vasl se bhii ba.Dh ke maza aa.egaa
apnii tanhaa.ii se dil apnaa lagaa kar dekho
Shaad amritsarii
Sher
KHud ko poshiida na rakkho band kaliyo.n kii tarah
phuul kahte hai.n tumhe.n sab log to mahkaa karo
Manzar Bhopali
Sher
Shamim Hanafi
Sher
ek manzar me.n lipTe badan ke sivaa
sard raato.n me.n kuchh aur dikhtaa nahii.n
Aashufta Changezi
Sher
ilaahii vaaqa.ii itnaa hii bad hai fisq-o-fujuur
par is maze ko samajhtaa jo tuu bashar hotaa