SEARCH RESULTS
Showing search results for "बेचारे"
Sher MATCHES FOR "बेचारे"
Sher
betaab saa phirtaa hai ka.ii roz se 'aasii'
bechaare ne phir tum ko kahii.n dekh liyaa hai
Aasi uldani
Sher
kis se jaa kar maa.ngiye dard-e-mohabbat kii davaa
chaara-gar ab KHud hii bechaare nazar aane lage
Shakeel Badayuni
Sher
Javed Akhtar
Sher
qalaq-e-dil se hai.n jaise mire ruKHsaare zard
phuul ge.nde ke bhii ho.n aise na bechaare zard
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
aa.iine me.n vo dekh rahe the bahaar-e-husn
aayaa miraa KHayaal to sharmaa ke rah ga.e
Hasrat Mohani
Sher
Ibn e Insha
Sher
unhii.n ke faiz se baazaar-e-aql raushan hai
jo gaah gaah junuu.n iKHtiyaar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
Sher
aql ayyaar hai sau bhes badal letii hai
ishq bechaara na zaahid hai na mullaa na hakiim
Allama Iqbal
Sher
Sahir Ludhianvi
Sher
Rahat Indori
Sher
dil ko har lamha bachaate rahe jazbaat se ham
itne majbuur rahe hai.n kabhii haalaat se ham
Jan Nisar Akhtar
Sher
Habib Jalib
Sher
Sahir Ludhianvi
Sher
ek do zaKHm nahii.n jism hai saaraa chhalnii
dard be-chaara pareshaa.n hai kahaa.n se nikle
Syed Hamid
Sher
Saifuddin Saif
Sher
parvaaz me.n thaa amn kaa ma.asuum parinda
sunte hai.n ki be-chaara shajar tak nahii.n pahu.nchaa
Karamat Bukhari
Sher
apne begaane se ab mujh ko shikaayat na rahii
dushmanii kar ke mire dost ne maaraa mujh ko