SEARCH RESULTS
Showing search results for "बेज़ार"
Sher MATCHES FOR "बेज़ार"
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
paa ke ik teraa tabassum muskuraa.ii kaa.enaat
jhuum uTThaa vo bhii dil jiine se jo bezaar thaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Sher
Insha Allah Khan Insha
Sher
Anwar Masood
Sher
nasheman par nasheman is qadar taa'miir kartaa jaa
ki girte girte bijlii aap KHud be-zaar ho jaa.e
Saeed Shahidi
Sher
hai meraa chehra saika.Do.n chehro.n kaa aa.iina
bezaar ho gayaa huu.n tamaashaa.iyo.n se mai.n
Ahmad Ziya
Sher
Umair Manzar
Sher
mai.n naa-KHush-o-be-zaar huu.n marmar kii silo.n se
mere liye miTTii kaa haram aur banaa do
Allama Iqbal
Sher
dekh kar haath me.n tasbiih gale me.n zunnaar
mujh se bezaar hu.e kaafir o dii.n-daar judaa
Maatam Fazl Mohammad
Sher
KHush raho yaar agar ham se ho bezaar bahut
dil agar apnaa salaamat hai to dildaar bahut
Imdad Ali Bahr
Sher
baaG me.n ek bhii phuul ek bhii phal ke hote
tuu mujhe ziist se bezaar nahii.n kar saktaa
Syed Zamin Abbas Kazmi
Sher
Obaidullah Khan Mubtala
Sher
dil kisii bazm me.n jaate hii machaltaa hai 'KHayaal'
so tabii.at kahii.n be-zaar nahii.n bhii hotii
Ahmad Khayal
Sher
be-sabab dono.n me.n har ek ko dilchaspii thii
aur har ek se bezaar the ham bhii tum bhii