SEARCH RESULTS
Showing search results for "भागने"
Sher MATCHES FOR "भागने"
Sher
nau-javaano.n kaa qabiila us ke piichhe chal pa.Daa
jurm kar ke bhaagne vaalaa misaalii ho gayaa
Ahmad Shanas
Sher
Jamal Ehsani
Sher
vo puuchhtaa thaa mirii aa.nkh bhiigne kaa sabab
mujhe bahaana banaanaa bhii to nahii.n aayaa
Waseem Barelvi
Sher
har qadam duuri-e-manzil hai numaayaa.n mujh se
merii raftaar se bhaage hai bayaabaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Sher
sone se jaagne kaa ta'alluq na thaa ko.ii
sa.Dko.n pe apne KHvaab liye bhaagte rahe
Aashufta Changezi
Sher
Unknown
Sher
bhaage the ham bahut so usii kii sazaa hai ye
ho kar asiir daabte hai.n raahzan ke paa.nv
Mirza Ghalib
Sher
tezii se biit.te hu.e lamho.n ke saath saath
jiine kaa ik azaab liye bhaagte rahe
Aashufta Changezi
Sher
Mohammad Aazam
Sher
Malika Naseem
Sher
kitnii KHvaahishe.n dil me.n paltii hai.n magar 'naahiid'
haath hii na.ii.n aate bhaagte hu.e lamhe
Naheed Virk
Sher
Taj Saeed
Sher
chaahuu.n ki haal-e-vahshat-e-dil kuchh raqam karuu.n
bhaage.n huruuf vaqt-e-nigaarish qalam se duur