SEARCH RESULTS
Showing search results for "मनके"
Sher MATCHES FOR "मनके"
Sher
ra.ng baate.n kare.n aur baato.n se KHushbuu aa.e
dard phuulo.n kii tarah mahke agar tuu aa.e
Zia Jalandhari
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Hasrat Mohani
Sher
ek hii tiir hai tarkash me.n to ujlat na karo
aise mauqe pe nishaanaa bhii Galat lagtaa hai
Ahmad Kamal Parwazi
Sher
Naseer Turabi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
KHvaahish-e-diid pe inkaar se aate hai.n maze
aise mauqe pe to parda bhii mazaa detaa hai
Muztar Khairabadi
Sher
tujh se mil kar sab se naate to.D liye the
ham ne baadal dekh ke maTke pho.D liye the
Moin Shadab
Sher
apne mauqe pe har ik baat bhalii hotii hai
shab-e-furqat me.n ye sadme bhii mazaa dete hai.n
Ashique Akbarabadi
Sher
Shah Naseer
Sher
vo aap se ruuThaa nahii.n man.ne kaa 'naziir' aah
kyaa dekhe hai chal paa.nv pa.D aur us ko manaa laa
Nazeer Akbarabadi
Sher
jitne the tere mahke hu.e aa.nchalo.n ke ra.ng
sab titliyo.n ne aur dhanak ne u.Daa liye
Farigh Bukhari
Sher
mashq-e-suKHan me.n dil bhii hamesha se hai shariik
lekin hai is me.n kaam ziyaada dimaaG kaa
Ejaz Gul
Sher
saaqii miraa khi.nchaa thaa to mai.n ne manaa liyaa
ye kis tarah mane jo dharii hai khi.nchii hu.ii
Muztar Khairabadi
Sher
tarfa aalam hai hamaaraa bhii ki har dam us se
aaphii ham mante hai.n aur aaphii KHafaa hote hai.n