SEARCH RESULTS
Showing search results for "मरना"
Sher MATCHES FOR "मरना"
Sher
kitnaa aasaa.n thaa tire hijr me.n marnaa jaanaa.n
phir bhii ik umr lagii jaan se jaate jaate
Ahmad Faraz
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Farhat Ehsas
Sher
ibtidaa vo thii ki jiinaa thaa mohabbat me.n muhaal
intihaa ye hai ki ab marnaa bhii mushkil ho gayaa
Jigar Moradabadi
Sher
bichha.D ke tujh se kisii duusre pe marnaa hai
ye tajraba bhii isii zindagii me.n karnaa hai
Asad Badayuni
Sher
hazaar rang me.n mumkin hai dard kaa iz.haar
tire firaaq me.n marnaa hii kyaa zaruurii hai
Shuja Khaavar
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Sahar Ansari
Sher
jiinaa bhii aa gayaa mujhe marnaa bhii aa gayaa
pahchaan.ne lagaa huu.n tumhaarii nazar ko mai.n
Asghar Gondvi
Sher
jiinaa mushkil to bahut hai tirii is duniyaa me.n
lekin is KHvaab ko marnaa bhii nahii.n chaahiye hai
Maqsood Wafa
Sher
marnaa to is jahaa.n me.n ko.ii haadisa nahii.n
is daur-e-naagavaar me.n jiinaa kamaal hai
Ghulam Hasan Hasani
Sher
marnaa to bahut sahal sii ik baat lage hai
jiinaa hii mohabbat me.n karaamaat lage hai
Kaleem Aajiz
Sher
jab Duub ke marnaa hai to kyaa soch rahe ho
in jhiil sii aa.nkho.n me.n utar kyuu.n nahii.n jaate
Shahid Kamal
Sher
tumhaare hijr me.n marnaa thaa kaun saa mushkil
tumhaare hijr me.n zinda hai.n ye kamaal kiyaa