SEARCH RESULTS
Showing search results for "मुलेठी"
Sher MATCHES FOR "मुलेठी"
Sher
kahaa.n milegii misaal merii sitamgarii kii
ki mai.n gulaabo.n ke zaKHm kaa.nTo.n se sii rahaa huu.n
Mohsin Naqvi
Sher
meh.ndii lagaa.e baiThe hai.n kuchh is adaa se vo
muTThii me.n un kii de de ko.ii dil nikaal ke
Riyaz Khairabadi
Sher
gul ke hone kii tavaqqo.a pe jiye baiThii hai
har kalii jaan ko muTThii me.n liye baiThii hai
Mah Laqa Chanda
Sher
Raaz Allahabadi
Sher
churaa ke muTThii me.n dil ko chhupaa.e baiThe hai.n
bahaanaa ye hai ki meh.ndii lagaa.e baiThe hai.n
Meer Mehdi Majrooh
Sher
Faryad Aazar
Sher
apnii muTThii me.n chhupaa kar kisii jugnuu kii tarah
ham tire naam ko chupke se pa.Dhaa karte hai.n
Aleena Itrat
Sher
hamaaraa daur a.ndhero.n kaa daur hai lekin
hamaare daur kii muTThii me.n aaftaab bhii hai
Kanval Ziai
Sher
Nida Fazli
Sher
ret ban kar mirii muTThii se phisal jaatii hai
ab mohabbat bhii sa.nbhaalii nahii.n jaatii mujh se
Dr. Yasin Aatir
Sher
mai.n KHud ko dekhuu.n agar duusre kii aa.nkho.n se
mile.ngii KHaamiyaa.n apne hii shah-kaaro.n me.n
Sardar Asif
Sher
Anwar Jalalpuri
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
Charagh Sharma
Sher
jo kam-nigaah the vahii ahl-e-nazar bane
ham ko hamaare diida-e-biinaa se kyaa milaa
Mubarak Mungeri
Sher
vaqt kahaa.n muTThii me.n aane vaalaa thaa
lekin ham ne baa.ndh liyaa tasviiro.n me.n
Manish Shukla
Sher
Shaad Aarfi
Sher
aage kuchh ba.Dh kar milegii masjid-e-jaame 'riyaaz'
ik zaraa mu.D jaa.iyegaa mai-kade ke dar se aap
Riyaz Khairabadi
Sher
ai rashk-e-maah raat ko muTThii na kholnaa
mehdii kaa chor haath se jaa.e na chhuuT ke