SEARCH RESULTS
Showing search results for "यौम-ए-मुसीबत"
Sher MATCHES FOR "यौम-ए-मुसीबत"
Sher
Farhat Ehsas
Sher
mai.n samajhtii huu.n jise yaum-e-vilaadat apnaa
dar-haqiiqat vo mirii maut kaa pahlaa din thaa
Anam Shahzadi
Sher
mere shero.n se mirii umr kaa andaaza kar
mujh se mat puuchh miraa yaum-e-vilaadat kyaa hai
Mahmood Ahmad Hashmi
Sher
kaTaa thaa roz-e-musiibat KHudaa KHudaa kar ke
ye raat aa.ii ki sar pe mire azaab aayaa
Mardan Ali Khan Rana
Sher
jaan ye sarkashii-e-jism tire bas kii nahii.n
merii aaGosh me.n aa laa ye musiibat mujhe de
Farhat Ehsas
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
naa-shanaasaan-e-mohabbat kaa gila kyaa ki yahaa.n
ajnabii vo hai.n ki thii jin se shanaasaa.ii bhii
Shaukat Pardesi
Sher
zindagii bhar na yam-e-diida-e-giryaa.n Thahraa
kashtii-e-umr Dubo.ii to ye tuufaa.n Thahraa
Mirza Azam Ali Azam
Sher
ahl-e-himmat ko balaa.o.n pe ha.nsii aatii hai
na.ng-e-hastii hai musiibat me.n pareshaa.n honaa
Sikandar Ali Wajd
Sher
Izhaar Malihabadi
Sher
har taraf gahrii siyaahii hai muhiit-e-'ishq me.n
ek sham'-e-dil ke bujhne se dhu.aa.n kitnaa hu.aa
Anees Ashfaq
Sher
Abbas Ali Khan Bekhud
Sher
Shad Azimabadi
Sher
har musiibat kaa diyaa ek tabassum se javaab
is tarah gardish-e-dauraa.n ko rulaayaa mai.n ne
Fani Badayuni
Sher
hotii na ham ko saaya-e-diivaar kii talaash
lekin muhiit-e-ziist bahut ta.ng rah gayaa
Zaheer Kashmiri
Sher
bedam ye mohabbat hai yaa ko.ii musiibat hai
jab dekhiye afsurda jab dekhiye jab maGmuum
Bedam Shah Warsi
Sher
thaa safar ham pe musallat so hame.n chalnaa thaa
varna ye dil to ka.ii baar hu.aa ruk jaate
Nadim Nadeem
Sher
musiibat thii hamaare hii liye kyuu.n
ye maanaa ham jiye lekin jiye kyuu.n