SEARCH RESULTS
Showing search results for "रागनी"
Sher MATCHES FOR "रागनी"
Sher
Ahmad Jahangir
Sher
ek haathii ek raaja ek raanii ke baGair
nii.nd bachcho.n ko nahii.n aatii kahaanii ke baGair
Maqsood Bastavi
Sher
raat ko jab yaad aa.e terii KHushbu-e-qabaa
tere qisse chhe.Dte hai.n raat kii raanii se ham
Abbas Tabish
Sher
phuulo.n me.n Gazal rakhnaa ye raat kii raanii hai
is me.n tirii zulfo.n kii be-rabt kahaanii hai
Bashir Badr
Sher
dil ke aa.ngan me.n ubhartaa hai tiraa aks-e-jamiil
chaa.ndnii raat me.n ho raat kii raanii jaise
Irfana Azeez
Sher
ham se kahaa gayaa thaa ki raanii bane.ngii aap
yaa'nii ki KHud ko pahle hii raajaa kahaa gayaa
Madhavi Shankar
Sher
Muzaffar Hanfi
Sher
baad-e-shaam aa.e mahak uTThe miraa sahn riyaaz
be-mahak jhaa.Diyo.n se raat kii raanii nikle