SEARCH RESULTS
Showing search results for "रूठा"
Sher MATCHES FOR "रूठा"
Sher
Ibn e Insha
Sher
tumhe.n manaane kaa mujh ko KHayaal kyaa aa.e
ki apne aap se ruuThaa hu.aa to mai.n bhii huu.n
Ashfaq Husain
Sher
sub.h se shaam hu.ii ruuThaa hu.aa baiThaa huu.n
ko.ii aisaa nahii.n aa kar jo manaa le mujh ko
Mohsin Ehsan
Sher
zaalim tuu merii saada-dilii par to rahm kar
ruuThaa thaa tujh se aap hii aur aap man gayaa
Qayem Chaandpuri
Sher
ek tasviir me.n aa baiThe hai.n dono.n pahluu
mujh se ruuThaa hu.aa tuu tujh ko manaataa hu.aa mai.n
Ali Sajid
Sher
ruuThaa hii rahe mujh se ye manzuur hai lekin
yaaro use samjhaa.o miraa shahr na chho.De
Unknown
Sher
aag dariyaa ko ishaaro.n se lagaane vaalaa
ab ke ruuThaa hai bahut mujh ko manaane vaalaa
Vishal Khullar
Sher
ik baat bhalaa puuchhe.n kis tarah manaa.oge
jaise ko.ii ruuThaa hai aur tum ko manaanaa hai
Asar Lakhnavi
Sher
ruuThaa hii rahe mujh se vo manzuur hai lekin
yaaro use samjhaa.o miraa shahr na chho.De
Unknown
Sher
Barqi Azmi
Sher
Taban Abdul Hai
Sher
vo aap se ruuThaa nahii.n man.ne kaa 'naziir' aah
kyaa dekhe hai chal paa.nv pa.D aur us ko manaa laa
Nazeer Akbarabadi
Sher
zindagii yuu.nhii bahut kam hai mohabbat ke liye
ruuTh kar vaqt ga.nvaane kii zaruurat kyaa hai
Unknown
Sher
pahle is me.n ik adaa thii naaz thaa andaaz thaa
ruuThnaa ab to tirii aadat me.n shaamil ho gayaa