SEARCH RESULTS
Showing search results for "शहर-पनाह"
Sher MATCHES FOR "शहर-पनाह"
Sher
ham chaTaane.n hai.n ko.ii ret ke saahil to nahii
shauq se shahr-panaaho.n me.n lagaa do ham ko
Ehsan Danish
Sher
miltii nahii.n panaah hame.n jis zamiin par
ik hashr us zamii.n pe uThaa denaa chaahiye
Muneer Niyazi
Sher
Ijtiba Rizvi
Sher
tire sivaa bhii kahii.n thii panaah bhuul ga.e
nikal ke ham tirii mahfil se raah bhuul ga.e
Majrooh Sultanpuri
Sher
ik KHauf-e-be-panaah hai aa.nkho.n ke aar-paar
taariikiyo.n me.n Duubtaa lamha hai saamne
Sultan Akhtar
Sher
jab apnii sar-zamiin ne mujh ko na dii panaah
anjaan vaadiyo.n me.n utarnaa pa.Daa mujhe
Adeel Zaidi
Sher
'raasiKH' kii faaqa-mastii se allaah kii panaah
khaataa hai suukhe Tuk.De bhigo kar sharaab me.n
Rasikh Dehlvi
Sher
murda pa.De the log gharo.n kii panaah me.n
dariyaa vafuur-e-Gaiz se biphraa thaa chaar suu
Parkash Fikri
Sher
mai.n tere hote hu.e Gair kii panaah me.n huu.n
mire habiib ye tujh par 'azaab hai shaayad
Sultan Shafi
Sher
bachcho.n ko bhuuke peT sulaane ke baad ham
kaise Gazal ke sher sunaa.e.n jahaa.n-panaah
Ehya Bhojpuri
Sher
ga.nvaa.e baiThe hai.n aa.nkho.n kii raushnii 'shaahid'
jahaa.n-panaah kaa insaaf dekhne vaale
Shahid Meer
Sher
jab saamne nazar ke ho ik husn-e-be-panaah
aise me.n KHud ko hosh me.n rakhnaa kamaal hai