SEARCH RESULTS
Showing search results for "शहीद-ए-रस्म-ए-गुलिस्ताँ"
Sher MATCHES FOR "शहीद-ए-रस्म-ए-गुलिस्ताँ"
Sher
ulTii har ek rasm-e-jahaan-e-shu.uur hai
siidhii sii ik Gazal mujhe likhnii zaruur hai
Ismail Merathi
Sher
Aale Ahmad Suroor
Sher
qafas me.n ho dil-e-bulbul shahiid-e-jalva-e-gul
KHizaa.n ne jo na kiyaa thaa vo ab bahaar kare
Hasrat Mohani
Sher
bahut se rog du.aa maa.ngne se jaate hai.n
ye baat KHuugar-e-rasm-e-davaa se kaun kahe
Khursheed Rizvi
Sher
Allama Iqbal
Sher
jaise baarish se dhule sehn-e-gulistaa.n 'amjad'
aa.nkh jab KHushk hu.ii aur bhii chehraa chamkaa
Amjad Islam Amjad
Sher
aazaad to barso.n se hai.n arbaab-e-gulistaa.n
aa.ii na magar taaqat-e-parvaaz abhii tak
Wahid Premi
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
rasm-e-duniyaa to kisii taur nibhaate jaa.o
dil nahii.n milte bhii to haath milaate jaa.o
Sada Ambalvi
Sher
Salik Lakhnavi
Sher
gar kuchh bhii KHabar hotii anjaam-e-gulistaa.n kii
ham apne nasheman ko KHud aag lagaa dete
Unknown
Sher
ye to ik rasm-e-jahaa.n hai jo adaa hotii hai
varna suuraj kii kahaa.n saalgirah hotii hai
Unknown
Sher
kuchh ta'alluq bhii nahii.n rasm-e-jahaa.n se aage
us se rishta bhii rahaa vahm o gumaa.n se aage
Kabir Ajmal
Sher
ye sehn-e-gulistaa.n nahii.n maqtal hai rafiiqo!
har shaaKH hai talvaar yahaa.n, jaagte rahnaa