SEARCH RESULTS
Showing search results for "सीधा"
Sher MATCHES FOR "सीधा"
Sher
tirchhii nazro.n se na dekho aashiq-e-dil-giir ko
kaise tiir-andaaz ho siidhaa to kar lo tiir ko
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
utre the maidaan me.n sab kuchh Thiik kare.nge
sab kuchh ulTaa siidhaa kar ke baiTh ga.e hai.n
Abdul Hamid
Sher
Unknown
Sher
in buto.n ne mujh ko be-KHud kis qadar dhoke diye
siidhaa-saada jaan kar mard-e-musalmaa.n dekh kar
Abbas Ali Khan Bekhud
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Amit Goswami
Sher
Nazm Tabatabai
Sher
ye rasta to siidhaa us ke ghar tak jaa kar ruktaa hai
ai mere aavaara qadmo kis ruKH par le aa.e tum
Farhan Hanif Warsi
Sher
aaraam kise detii hai ayyaam kii gardish
siidhaa ko.ii halchal me.n kha.Daa ho nahii.n saktaa
Ibrat Gorakhpuri
Sher
chhoTii sii baat pe KHush honaa mujhe aataa thaa
par ba.Dii baat pe chup rahnaa tumhii se siikhaa
Zehra Nigaah
Sher
Allama Iqbal
Sher
ek siitaa kii rifaaqat hai to sab kuchh paas hai
zindagii kahte hai.n jis ko raam kaa ban-baas hai
Hafeez Banarasi
Sher
aasaa.n na samajhiyo tum naKHvat se paak honaa
ik umr kho ke ham ne siikhaa hai KHaak honaa
Meer Hasan
Sher
Allama Iqbal
Sher
ye sair hai ki dupaTTa u.Daa rahii hai havaa
chhupaate hai.n jo vo siina kamar nahii.n chhuptii