SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुकूत-ए-कोह"
Sher MATCHES FOR "सुकूत-ए-कोह"
Sher
Neel Ahmed
Sher
Ateeb Quadri
Sher
sukuut-e-shaam kaa hissa tuu mat banaa mujh ko
mai.n rang huu.n so kisii mauj me.n milaa mujh ko
Ali Zaryoun
Sher
shadiid tund havaa.e.n hai.n kyaa kiyaa jaa.e
sukuut-e-Gam kii sadaa.e.n hai.n kyaa kiyaa jaa.e
Haneef akhgar
Sher
kisii parind kii chiiKHo.n ne sang-baarii kii
sukuut-e-shaam kaa shiisha bikhar gayaa mujh me.n
Akash Arsh
Sher
sukuut-e-shab me.n dar-e-dil pe ek dastak thii
bikhar ga.ii tirii yaado.n kii kahkashaa.n mujh se
Ameer Qazalbash
Sher
jo ashk surKH hai naama-nigaar hai dil kaa
sukuut-e-shab me.n likhe jaa rahe hai.n afsaane
Siraj Lakhnavi
Sher
jaane ye tuu hai tiraa Gam hai ki dil kii vahshat
jaanib-e-koh-e-nidaa ko.ii bulaataa hai mujhe
Shariq Jamal
Sher
sar diije raah-e-ishq me.n par mu.nh na mo.Diye
patthar kii sii lakiir hai ye koh-kan kii baat
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
mere sukuun-e-qalb ko le kar chale ga.e
aur iztiraab-e-dard-e-jigar de ga.e mujhe
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Sher
Mukhtar Siddiqui
Sher
ham ko na mil sakaa to faqat ik sukuun-e-dil
ai zindagii vagarna zamaane me.n kyaa na thaa
Azad Ansari
Sher
ham aise ahl-e-nazar ko subuut-e-haq ke liye
agar rasuul na hote to sub.h kaafii thii
Josh Malihabadi
Sher
aa.nkho.n me.n terii dekh rahaa huu.n mai.n apnii shakl
ye ko.ii vaahima ye ko.ii KHvaab to nahii.n