SEARCH RESULTS
Showing search results for "सौंपना"
Sher MATCHES FOR "सौंपना"
Sher
zamii.n ke zaKHm samundar to bhar na paa.egaa
ye kaam diida-e-tar tujh ko sau.npnaa hogaa
Kaifi Wijdani
Sher
hindii me.n aur urdu me.n farq hai to itnaa
vo KHvaab dekhte hai.n ham dekhte hai.n sapnaa
Unknown
Sher
ai jaate baras tujh ko sau.npaa KHudaa ko
mubaarak mubaarak nayaa saal sab ko
Mohammad Asadullah
Sher
Mirza Ghalib
Sher
ab bhii aatii hai tirii yaad pa is karb ke saath
TuuTtii nii.nd me.n jaise ko.ii sapnaa dekhaa
Akhtar Imam Rizvi
Sher
zindagii to sapnaa hai kaun 'raam' apnaa hai
kyaa kisii ko dukh denaa kyaa kisii kaa Gam karnaa
Ram Riyaz
Sher
Ajiz Matvi
Sher
Obaidur Rahman
Sher
KHud-ba-KHud chal ke samundar hii qariib aa.egaa
ho agar pyaase to hargiz na ye sapnaa dekho
Dinesh Kumar
Sher
nashsha-e-husn me.n sarshaar chalaa jaataa hai
shab-e-taariik hai dildaar KHudaa ko sau.npaa