SEARCH RESULTS
Showing search results for "हज़ार-हा"
Sher MATCHES FOR "हज़ार-हा"
Sher
safar hai shart musaafir-navaaz bahutere
hazaar-haa shajar-e-saaya-daar raah me.n hai
Haidar Ali Aatish
Sher
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Sher
haar ho jaatii hai jab maan liyaa jaataa hai
jiit tab hotii hai jab Thaan liyaa jaataa hai
Shakeel Azmi
Sher
haar hii jiit hai aa.iin-e-vafaa kii ruu se
ye vo baazii hai jahaa.n jiit ke haare saare
Imran-ul-haq Chauhan
Sher
Mardan Ali Khan Rana
Sher
Mirza Ghalib
Sher
hazaar baar iraada kiye baGair bhii ham
chale hai.n uTh ke to aksar ga.e usii kii taraf
Adeeb Saharanpuri
Sher
ham ne hazaar faasle jii kar tamaam shab
ik muKHtasar sii raat ko muddat banaa diyaa
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
supurdagii kaa vo lamha kabhii nahii.n guzraa
hazaar baar mare ham hazaar baar jiye
Shahzad Ahmad
Sher
hazaar kos nigaaho.n se dil kii manzil tak
ko.ii qariib se dekhe to ham ko pahchaane
Ada Jafarey
Sher
dil ek aur hazaar aazmaa.ishe.n Gam kii
diyaa jalaa to thaa lekin havaa kii zad par thaa
Mushfiq Khwaja
Sher
kaafir sahii hazaar magar is ko kyaa kahe.n
ham par vo mehrbaa.n hai musalmaan kii tarah
Haneef akhgar
Sher
Gazlo.n ke she'r likhne se pahle hazaar baar
ham dekhte hai.n aap kii tasviir kii taraf
Usman Minai
Sher
hazaar raah chale phir vo rahguzar aa.ii
ki ik safar me.n rahe aur har safar se ga.e
Obaidullah Aleem
Sher
hazaar raste tire hijr ke ilaaj ke hai.n
ham ahl-e-ishq zaraa muKHtalif mizaaj ke hai.n