SEARCH RESULTS
Showing search results for "हम-साया"
Sher MATCHES FOR "हम-साया"
Sher
aaj kii raat ujaale mire ham-saaya hai.n
aaj kii raat jo so luu.n to nayaa ho jaa.uu.n
Naseer Turabi
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
hame.n to raas na aa.ii kisii kii mahfil bhii
ko.ii KHudaa ko.ii ham-saaya-e-KHudaa niklaa
Khalilur Rahman Azmi
Sher
ham ne maa.ngaa thaa sahaaraa to milii is kii sazaa
ghaTte ba.Dhte rahe ham saaya-e-diivaar ke saath
Moghisuddin Fareedi
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
be-dar-o-diivaar saa ik ghar banaayaa chaahiye
ko.ii ham-saaya na ho aur paasbaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
pe.D ko apnaa hii saaya nahii.n miltaa logo
fasl apnii kabhii paate nahii.n bone vaale
Ajay Sahaab
Sher
Takraataa hai sar pho.Dtaa hai saaraa zamaana
diivaar ko raste se haTaataa nahii.n phir bhii
Shahzad Ahmad
Sher
Muneer Shikohabadi
Sher
a.ndherii raat hai saaya to ho nahii.n saktaa
ye kaun hai jo mire saath saath chaltaa hai
Anjum Khayali
Sher
ek do zaKHm nahii.n jism hai saaraa chhalnii
dard be-chaara pareshaa.n hai kahaa.n se nikle
Syed Hamid
Sher
us ek lamhe kii raa.egaanii kaa dukh hai saaraa
vo terii qurbat me.n jo guzarne se rah gayaa thaa