SEARCH RESULTS
Showing search results for "हर-दिल-अज़ीज़"
Sher MATCHES FOR "हर-दिल-अज़ीज़"
Sher
us ke bayaan se hu.e har-dil-aziiz ham
Gam ko samajh rahe the chhupaane kii chiiz ham
Shuja Khaavar
Sher
har-dil-aziiz vo bhii hai ham bhii hai.n KHush-mizaaj
ab kyaa bataa.e.n kaise hamaarii nahii.n banii
Bilqis Zafirul Hasan
Sher
Aziz Warsi
Sher
kartaa hai lahuu dil ko har ik harf-e-tasallii
kahne ko to yuu.n qurbat-e-Gam-KHvaar bahut hai
Irfana Azeez
Sher
'aziiz' mu.nh se vo apne naqaab to ulTe.n
kare.nge jabr agar dil pe iKHtiyaar rahaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
KHaama-e-qudrat ne dil kaa naam ye kah kar likhaa
har jagah is lafz ke ma.anii badalte jaa.e.nge
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
tariiq-e-dilbarii kaafii nahii.n har-dil-aziizii ko
saliiqa banda-parvar chaahiye banda-navaazii kaa
Natiq Gulavthi
Sher
Mirza Ghalib
Sher
har dil-fareb chiiz nazar kaa Gubaar hai
aa.nkhe.n hasiin ho.n to KHizaa.n bhii bahaar hai
Abdul Hamid Adam
Sher
Nasir Kazmi
Sher
A.R Sahil 'Aleeg'
Sher
Shakeel Badayuni
Sher
Jameel Mazhari
Sher
mausam 'ajiib rahtaa hai dil ke dayaar kaa
aage hai.n luu ke jho.nke bhii ThanDii havaa ke ba.ad
Qaisar Shameem
Sher
ajiib baat hai din bhar ke ehtimaam ke ba.ad
charaaG ek bhii raushan hu.aa na shaam ke ba.ad
Shaukat Wasti
Sher
aa.nkho.n me.n tirii shakl hai dil me.n hai tirii yaad
aa.e bhii to kis shaan se furqat ke din aa.e
Aziz Hyderabadi
Sher
hai dil me.n josh-e-hasrat rukte nahii.n hai.n aa.nsuu
ristii hu.ii suraahii TuuTaa hu.aa subuu huu.n