SEARCH RESULTS
Showing search results for ".apik"
Sher MATCHES FOR ".apik"
Sher
Ameeq Hanafi
Sher
phuul khile hai.n likhaa hu.aa hai to.Do mat
aur machal kar jii kahtaa hai chho.Do mat
Ameeq Hanafi
Sher
Ameeq Hanafi
Sher
Ameeq Hanafi
Sher
Ameeq Hanafi
Sher
bichha.Dte vaqt anaa darmiyaan thii varna
manaanaa dono.n ne ik duusre ko chaahaa thaa
Ateeq Anzar
Sher
ho.nTo.n par ik baar sajaa kar apne ho.nT
us ke baad na baate.n karnaa so jaanaa
Ateeq Allahabadi
Sher
un aa.nkho.n me.n Daal kar jab aa.nkhe.n us raat
mai.n Duubaa to mil ga.e Duube hu.e jahaaz
Ameeq Hanafi
Sher
sukuut tark-e-ta.alluq kaa ik garaa.n lamha
banaa gayaa hai sadaa.o.n kaa silsila mujh ko
Ameeq Hanafi
Sher
Gam kii band muTThii me.n ret saa miraa jiivan
jab zaraa kasii muTThii zindagii bikhartii hai
Ateeq Anzar
Sher
Ameeq Hanafi
Sher
Ameeq Hanafi
Sher
shaam ke dhu.ndlako.n me.n Duubtaa hai yuu.n suuraj
jaise aarzuu ko.ii mere dil me.n martii hai
Ateeq Anzar
Sher
kabhii haram me.n hai kaafir to dair me.n momin
na jaane kyaa dil-e-diivaana teraa maz.hab hai
Ameeq Hanafi
Sher
ye kahkashaa.n ye sitaare ye chaa.ndnii ye bahaar
nigaah mai.n na uThaa.uu.n to sab ke sab be-kaar