SEARCH RESULTS
Showing search results for ".empa"
Sher MATCHES FOR ".empa"
Sher
bhaTke phire do amla-e-dair-o-haram me.n ham
is samt kufr us taraf islaam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Sher
qaamat hii likhaa ham ne sadaa jaa-e-qayaamat
qaamat ne bhulaayaa tire imlaa-e-qayaamat
Anwar Dehlvi
Sher
aah dii siine me.n aatish kaun sii be-dard ne
dil se le kar mu.nh talak umDaa hu.aa ik dard hai
Santokh Rai Betab
Sher
am.aa kii parii maane-e-parvaaz hai jis tarah
cha.Dhte nahii.n murGaan-e-shikam-ser havaa par
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
hai.n munne kii ammaa kii pakkii sahelii
shakuuran Gafuuran vaGaira vaGaira
betakalluf shaajapuri
Sher
kal raat us ne baajii bhii maashuuq ko kahaa
us ghar me.n us kii ammaa ko bedaar dekh kar