SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jdu"
Sher MATCHES FOR ".jdu"
Sher
kitnii dilkash ho tum kitnaa dil-juu huu.n mai.n
kyaa sitam hai ki ham log mar jaa.e.nge
Jaun Eliya
Sher
duniyaa jise kahte hai.n jaaduu kaa khilaunaa hai
mil jaa.e to miTTii hai kho jaa.e to sonaa hai
Nida Fazli
Sher
jaaduu hai yaa tilism tumhaarii zabaan me.n
tum jhuuT kah rahe the mujhe e'tibaar thaa
Bekhud Dehlvi
Sher
ik mulaaqaat kaa jaaduu ki utartaa hii nahii.n
tirii KHushbuu mirii chaadar se nahii.n jaatii hai
Rahat Indori
Sher
dhiime suro.n me.n ko.ii madhur giit chhe.Diye
Thahrii hu.ii havaa.o.n me.n jaaduu bikheriye
Parveen Shakir
Sher
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Sher
zindagaanii kii haqiiqat kohkan ke dil se puuchh
juu-e-shiir o tesha o sa.ng-e-giraa.n hai zindagii
Allama Iqbal
Sher
sab se ba.Daa fareb hai KHud zindagii 'adaa'
is hiila-juu ke saath hai.n ham bhii bahaana-saaz
Ada Jafarey
Sher
Wali Dakni
Sher
mujhe ta.aviiz likh do KHuun-e-aahuu se ki ai syaano
taGaaful ToTkaa hai aur jaaduu hai nazar us kii
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
nazar me.n band kare hai tuu ek aalam ko
fusuu.n hai sehr hai jaaduu hai kyaa hai aa.nkho.n me.n
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
kyaa lutf jo Gair parda khole
jaaduu vo jo sar pe cha.Dh ke bole
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Sher
muKHaalifo.n ko bhii apnaa banaa liyaa tuu ne
ajiib tarah kaa jaaduu tirii zabaan me.n thaa